Home » Hindi » होठों से Hothon Se Lyrics In Hindi – Raahi | Enbee
Hothon Se Lyrics In Hindi
होठों से छूलो मुझे
है इतनी बेचैनियां
होठों से छुलो मुझे
है इतनी बेचैनियां
कुछ तो कहो दिल से मेरे
क्यों इतनी तन्हाइयां
ख़ामोशी सी इस रात में
खामोश क्यों हम साथ में
जीले ज़रा हम तुम यहां
कम कर भी दे ये फ़ासले
होठों से छूलो मुझे
है इतनी बेचैनियां
मैं तो आवाज़ हूँ
तेरा ही साज़ हूँ
मैं इस जहाँ में
तेरे ही पास हूँ
मेरी भी धड़कनें
कहती मुझे यही
हर साँस में मैं
तेरा ही नाम लूं
परछाईयाँ भी
कहती यही सदा
ये दूरियाँ को
अब क्यों ना दे मिटा
तो होठों को होठों से
अब तो दो मिलने ज़रा
होठों से छूलो मुझे
है इतनी बेचैनियां
कुछ तो कहो दिल से मेरे
क्यों इतनी तन्हाइयां
हम्म हम्म ला ला ला…
Hothon Se Music Video
Hothon Se Lyrics
Hothon Se Chhulo Mujhe
Hai Itni Bechainiyan
Hothon Se Chulo Mujhe
Hai Itni Bechainiyan
Kuch To Kaho Dil Se Mere
Kyu Itni Tanhaiyan
Khamoshi Si Is Raat Mein
Khamosh Kyu Ham Sath Mein
Jeele Zara Ham Tum Yahan
Kam Kar Bhi De Ye Fasale
Hothon Se Chulo Mujhe
Hai Itni Bechainiyan
Main To Awaaz Hoon
Tera Hi Saaz Hoon
Main Is Jahan Mein
Tere Hi Paas Hoon
Main To Awaaz Hoon
Tera Hi Saaz Hoon
Main Is Jahan Mein
Tere Hi Paas Hoon
Meri Bhi Dhadkane
Kehti Mujhe Yehi
Har Saas Mein Main
Tera Hi Naam Loon
Parchhaiyan Bhi
Kehti Yahi Sada
Yeh Dooriyon Ko
Ab Kyu Na De Mita
To Hothon Ko Hothon Se
Ab To Do Milne Zara
Hothon Se Chhulo Mujhe
Hai Itni Bechainiya
Kuch To Kaho Dil Se Mere
Kyu Itni Tanhaiyan
Hmm Hmm La La La…
Written by: Enbee
If Found Any Mistake in above lyrics?, Let us know using contact form with correct lyrics!
Hothon Se Song Info:
| Song: | Hothon Se |
| Singer(s): | Raahi, Enbee |
| Musician(s): | Enbee |
| Lyricist(s): | Enbee |
| Cast: | Raahi, Enbee |
| Label(©): | Zee Music Company |
Liked It, Share It with Your Loved Ones!