Hmm Lyrics KhullarG

Aye, aye, aye
Poori bottle down par wo hili bhi nahi

Aake saath mere dance kare, chiggy-wiggy

Boli, “Karna chahti grind”, deti kissy bhi nahi

Bom-bom lage, karti wo diggy-diggy
Oh my god, she’s so teekhi-teekhi (aah)

Dil le gayi, aisi maut kabhi milti nahi

Dhunda bahut, kaafi hot lagi dp-dp

Jab kari baat ki “Chalegi mere naal?”
Oh candy, “Hmm”, ye bhi kya baat hai?

Haan ya na mein bata de, meri jaan

Woh kehndi, “Hmm”, ye bhi koi baat hai?

Waise hazaar baatein kare din-raat
Oh kehndi, “Hmm”, ye bhi kya baat hai?

Haan ya na mein bata de, meri jaan

Oh kehndi, “Hmm”, ye bhi koi baat hai?

Main jab bhi aake us se poochun ye sawaal

Oh kehndi
“Baby, see, hoon main south delhi ki (ooh)

Vegan wali diet, almond wala ghee (ooh)

Mera mann jo karega, na, main wahi karungi (haan)

Aisi chhoti-moti gaadi mein main nahi baithungi
Abey, jaanti nahi tu, hoon main bahut bada g

Heavy driver, aate hi sab ki mauj kara di (bete)

Kare bounce poora delhi, kare bop karachi

Khullarg mera naam, hoon main bahut harami (yo)
Loonga tujhko sambhal, tu giregi nahi

Book karun five-star, tu chalegi nahi

Baatcheet hogi aur kuch karenge nahi

Kharche honge par tere kabhi ginenge nahi
Bataati kyun nahi “Kya chahiye, baby?”?

Degi marne bhi nahi, degi jeene bhi nahi

Jaanta hoon pyar-vyar mein tu giregi nahi

But jab bhi aake usse poochun ye sawaal
Oh candy, “Hmm”, ye bhi kya baat hai?

Haan ya na mein bata de, meri jaan

Woh kehndi, “Hmm”, ye bhi koi baat hai?

Waise hazaar baatein kare din-raat
Oh kehndi, “Hmm”, ye bhi kya baat hai?

Haan ya na mein bata de, meri jaan

Oh kehndi, “Hmm”, ye bhi koi baat hai?

Main jab bhi aake us se poochun ye sawaal

Oh kehndi
“Aapne jis vyakti ko call kiya hai”

Abe, yaar

“Vah abhi doosri call pe vyast hain”

Bhai, isne to block hi kar diya

Shit!
Kya hua? Tu chhoti hai to heels main dila dunga

Tu nalli hai to tujhko niharoonga

Magar papa ki pari na kabhi paloonga

Main uda dunga to baby, please, believe
Ye “Baby, shona, jaanu”, mujhse na hoga

Agar peeni tujhe daaru to pila dunga

Tu degi jo paros ke, main kha loonga

Aur nahi kaatoonga (yo)
Ishaare de hazaar par kahegi nahi

Teri bestie de rahi bhaav, tu dene ki nahi

Aankhiyon se degi maar, kabhi sekegi nahi

Dil ki baatein saaf-saaf kabhi kahne ki nahi
Bataati kyun nahi “Kya chahiye, baby?

Degi marne bhi nahi, degi jeene bhi nahi

Jaanta hoon pyar-vyar mein tu giregi nahi

But jab bhi aake usse poochun ye sawaal
Kehndi hmm..

Leave a Comment