Dard-E-Dil Lyrics Panther

Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya phir

Wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi x(2)
Usne jalaya humko main usse jala kab

Hota zara bata aisa insaaf kaha par

Daga kar phir uski dawa kar

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar
Tumne rulaya humko aansu na baha par

Hota zara bata aisa insaaf kaha par

Jyaada sunaya tune aur phir suna kam

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar
Padha kar tu mere baare padha kar

Jaana hai kya upar leke wafa tujhe bachakar

Hansi gaya fansakar, hansi gayi bhula kar

Koi ghayal na chute jab koi chodhe galey lagakar
Nazm tere naam pe to deta hu kuch bada padh

Ho gayi tu kharch karunga kya itna kama kar

Jyaada sunaya tune aur fir suna kam

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar
Suno mera dard-e-dil

Usne zakham dia fir wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi x(2)
Kehna to hai kaafi tumse

Shayad ek baar to mang logi maafi mujhse

Log kehte hum na reh gaye hai pehle jaise

Shayad tu reh gayi hai kaafi mujhme
Bhari duniya lagti khaali si hai

Na hu akela par akelepan ka sath bhi hai

Tu gayi to chala gaya sukoon bhi

Ab kisi jism me tere jism sa araam ni hai
Chehre kaafi par hai tera chehra nahi

Kehte sab par koi tumsa kehta nahi

Rehne ko hai kaafi ghar mere paas

Par na gharme hoti tu to ghar bhi gharsa lagta nahi
Sab kuch paakar bhi sab kho diya hai

Kiya itna sab par tu na to fir kyu kiya hai

Jhagadta na hai mujhse ab koi

Apne me hu rehta kyuki apno ko hi kho dia hai
Suno mera dard-e-dil

Usne zakham dia fir wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi

Leave a Comment