Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics Jubin Nautiyal

Woh honth jo maine choome the

Sau jhooth unhi se bolegi
Woh honth jo maine choome the

Sau jhooth unhi se bolegi

Tujhe dekh ke to lagta nahi tha

Tu aur kisi ki ho legi
Tu dhokha hai yeh sabne kaha

Tu dhokha hai yeh sabne kaha

Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha

Maine bewafa se pyaar kiya

Maine bewafa se pyaar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya

Tu dhokha hai yeh sabne kaha

Par maine hi inkaar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha

Maine bewafa se pyaar kiya
Aisa koyi saal beeta na koyi maheena

Dil pe jab judai wali aariyan chali na

Aisa koyi saal beeta na koyi maheena

Dil pe jab judai wali aariyan chali na
Aaya nahi kabhi mujhe

Tere bin ek pal jeene
Ik baar nahi karna tha jo

Haan ik baar nahi karna tha jo

Woh jurm-e-wafa sau baar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyaar kiya

Maine bewafa se pyaar kiya

Maine bewafa se pyaar kiya
Tu dhokha hai yeh sabne kaha

Par maine hi inkaar kiya

Yeh dard mujhe milna hi tha

Maine bewafa se pyaar kiya
Haye kitne pyare the woh ishq ke irade

Baant lenge ashq saare hum dono aadhe aadhe

Haye kitne pyare the woh ishq ke irade

Baant lenge ashq saare hum dono aadhe aadhe
Tu hi bata kahan gaye

Tere sab kasmein vaade
Jo toot chuki thi tukdon mein

Jo toot chuki thi tukdon mein

Us naav pe dariya paar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha

Maine bewafa se pyaar kiya

Leave a Comment