Aisi Ki Taisi Lyrics Mika Singh

Befikriyan odh ke pabandiyan tod ke

Aawargi ke ye pal tu mere sang jee

Koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar

Kar de aisi ki taisi
Aisi ki taisi saare jahan ki

Aisi ki taisi saare jahan ki

Aisi ki taisi na na nara na

Nara nara na
Kuch galtiyan hai laazmi

Sun zara shareef aadmi

Kuch galtiyan hai laazmi

Sun zara shareef aadmi
Gustakh sa ye pal keh raha sun jara

Koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar

Kar de aisi ki taisi
Aisi ki taisi saare jahan ki

Aisi ki taisi saare jahan ki

Aisi ki taisi na na nara na

Nara nara na
Kuch khwaishein hai dil mein dabi

Belagam si ho gayi abhi

Kuch khwaishein hai dil mein dabi

Belagam si ho gayi abhi
Ude ude se hosh bhi

Hai kuch naya sa nasha
Koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar

Kar de aisi ki taisi
Aisi ki taisi saare jahan ki

Aisi ki taisi saare jahan ki

Aisi ki taisi na na nara na nara nara na

Leave a Comment