Awaara Lyrics by Tulsi Kumar is latest Hindi song with music also given by Kaushik-Guddu. Awaara song lyrics are written by Tulsi Kumar.
Awaara Song Detail
| Song Name: | Awaara |
| Singer: | Tulsi Kumar |
| Composer: | Kaushik-Guddu |
| Lyrics by: | Tulsi Kumar |
| Music Label: | T-Series |
Awaara Lyrics
Sochte the hum ye
Aisa hoga kya kabhi
Tumse milke dil ye
Meri sunta hi nahi
Sochte the hum ye
Aisa hoga kya kabhi
Tumse milke dil ye
Meri sunta hi nahi
Pyar kya ye hota hain
Hum naa jaan paate
Gar meri zindagi mein
Yaar tum naa aate
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya
Joh bhi khwabon mein dikha tha
Sachh wo saara ho gaya
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya
Tu hi dil mein mere hain
Aur tu rubaru yun hain
Kehna chahun tujhse sab
Par lafz khoye khoye hai
Tu mera hi bann jaaye bas
Yehi hai duayein
Teri baatein sunte sunte
Shaamein ho subahein
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya
Joh bhi khwabon mein dikha tha
Sachh wo saara ho gaya
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya
Dil hamara tha awaara
Ab tumhara ho gaya