Piya jo mile to jiya ye paglaye re
Piya jo mile to jiya ye paglaye re
Hawaa ke suron pe uda chala jaaye re
Teri dhun jo lagi
Shuffle kare saansein
Bhalo koyira bazago dotara
Sudori komula nache
Bhalo koyira bazago dotara
Dhun par hum zara nache
Beat pe sang sang, sone ki paayal
Chhan chhan chhan chhan baaje re
Aao meri jaan bajne do dotara
Dhun par hum zara nache
Dhun par hum zara nache
Likhunga teri tareef mein kavita
Shizuka bani tu to banunga nobita
Baatein waade ye kal naa bhool jaana
Dil lagaya to phone bhi lagana
Thodi thodi kabhi chori chori kabhi
Aankhein aankhon se milana
Kal ko kya mile, mile ya na mile
Milne ka phir bahana
Nayi si meri kamsin kamal ki kalayein
Mile na hire moti jadi ye adaayein
Nayi si teri kamsin kamal ki kalayein
Mile na hire moti jadi ye adaayein
Rakhti hoon duniya se chhupa ke khazana
Piya zara haule se nazar se churana
Itne close ho hum cuddle kare saansein
Bhalo koyira bazago dotara
Sudori komula nache
Aao meri jaan bajne do dotara
Dhun par hum zara nache
Aaha sudori komula nache