Ki Jaana Lyrics Kavita Seth, Kanishk Seth

Ki jaana main, ki jaana main

Ki jaana main koi re baba

Ki jaana main, ki jaana main

Ki jaana main koi re baba
Man atrangi raah satrangi

Man atrangi raah satrangi

Kithe mainu le jaavan
Ki jaana main, ki jaana main

Ki jaana main koi re baba

Ki jaana main, ki jaana main

Ki jaana main koi re baba
Khwahisein saari kalandar si lagti hai

Bunde bhi ab to samandar si lagti hai

Honsale shayad ummeedo se jyada hai

Jee lene ka iraada hai
Oh ab kya jaane meri udaane

Ab kya jaane meri udaane

Kithe mainu le jawaan
Ki jaana main, ki jaana main

Ki jaana main koi re baba

Ki jaana main
Man atrangi raah satrangi

Kithe mainu le javaan
Ki jaana main, ki jaana main

Ki jaana main koi re baba

Ki jaana main, ki jaana main

Ki jaana main koi re baba

Ki jaana main..

Leave a Comment