Mai Marjawangi Lyrics Sunidhi Chauhan

Tere ishq mein dil banjaara

Dhundein hai apni manzil

Had paar karke aayi hun

Tujhko karne main haasil
Oye hoye oye

Tere ishq mein dil banjaara

Dhundein hai apni manzil

Had paar karke aayi hun

Tujhko karne main haasil
Main apni jaan main apni jaan

Bhi le sakdi aan gal saaf sunle
Je mainu pata chala

Tainu kisi gair ne chhua

Te main marjawangi main marjawangi
Jo tune socha bhi nahi hoga

Karle yakeen main wo kar jawangi

Te main mar jawangi
Je mainu pata chala

Tainu kisi gair ne chhua

Te main marjawangi te main marjawangi
Maine tere dil mein ghar hai banaaya

Bura hoga aur koi rehne jo aaya

Ho maine tere dil mein ghar hai banaaya

Bura hoga aur koi rehne jo aaya
Naam tera mera likha dil ki deewaaron pe

Maine isey tere liye khwaabon se sajaaya

Main isey raakh bhi kar sakdiyaan gal saaf sunle
Je mainu chhad ke tu kitta koi aur vi nasha

Te main mar jawangi main mar jawangi
Jo tune socha bhi nahi hoga

Karle yakeen main wo kar jawangi

Main marjawangi
Je mainu pata chala tainu kisi gair ne chhua

Te main marjawangi ki main marjawangi

Leave a Comment