Mirza Lyrics Javed Ali

Oh..Ghar aaya mera mirza (x3) 

Ghar aaya re

Ghar aaya mera mirza (x3) 

Ghar aaya re
Meri jaan tu, meri saans tu 

Mere dil ki hai, aawaz tu

Hai duaaon sa meri paas tu 

Meri jaan tu, meri saans tu
Ye roshni ye barishein 

Har aur hain jo raunaqe

Ye roshni ye barishein 

Ye neematein ye daulatein
Sab laaya mera mirza 

Ghar aaya mera mirza (x2) 

Ghar aaya re!
Kitni muraadein maangi 

Tab paaya mera mirza maan bhaya mera

Mirza ghar aaya re!
Dill ki dargaahon ka tu 

Tu hi to murshid hai re, sun le duaa o

Saaiyaan
Teri fakeeri main hi 

Meri ameeri hai re, o sajna jane aa
Man bhaaya mera mirza 

Ghar aaya mera mirza (x2) 

Ghar aaya re.

Ghar aaya mera mirza (x2) 

Ghar aaya mera mirza..
Kitni muraadein maangi 

Tab paaya mera mirza ghar aaya mera

Mirza..
Meri jaan tu, meri saans tu 

Mere dil ki hai, aawaz tu

Jo chupaaun main hain woh raaz tu 

Mera kalma tu, hain namaz tu
Hai duao sa meri paas tu 

Meri jaan tu, meri saas tu

Jahan bant rahi thi niyamatein 

Usi jaadui se bazar mein
Koi motiyon pe nisaar tha 

Koi chaand ka kharidar tha

Main fana hui teri aag mein

Bade shauk se, mere bhaag mein
Likhwaya mera mirza 

Ghar aaya mera mirza (x3)

Leave a Comment