Naraaz Piya Lyrics – Shashaa Tirupati

Naraaz Piya Lyrics by Shashaa Tirupati ft. Piyush Shankar is latest Hindi song with music also given by Piyush Shankar. Naraaz Piya song lyrics are written by Rashmi Virag.

Naraaz Piya Song Detail

Song Name: Naraaz Piya
Singer: Shashaa Tirupati, Piyush Shankar
Composer: Piyush Shankar
Lyrics by: Rashmi Virag
Music Label: Zee Music Company

Naraaz Piya Lyrics

 
Tere ishq mein kya na kiya
Tere ishq mein kya na kiya
Raha tu naraaz magar piya
Raha tu naraaz piya
Jaane kaun si baat boori
Lagi joh na baatayi mujhe
Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya
Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya
Pehle mera dil bichhta tha
Aate the phir kadam tere
Ho pehle mera dil bichhta tha
Aate the phir kadam tere
Jis din toota do tukdon mein
Saare toote bharam mere
Mujhe maar ke chhod diya
Koyi karta hain aisa bhi kya
Jaa maine tujhe maaf kiya piya
Jaa maine tujhe maaf kiya
Jaa maine tujhe maaf kiya piya
Jaa maine tujhe maaf kiya
Jaane kaun si baat boori
Lagi joh na baatayi mujhe
Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya
Sochu main har roz yehi piya
Raha kyon naraaz piya

Naraaz Piya Song Video

Leave a Comment