Sanam Aa Gaya Lyrics by Payal Dev, Stebin Ben is latest Hindi song with music also given by Payal Dev. Sanam Aa Gaya song lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Sanam Aa Gaya Song Detail
| Song Name: | Sanam Aa Gaya |
| Singer: | Payal Dev, Stebin Ben |
| Composer: | Payal Dev |
| Lyrics by: | Kunaal Vermaa |
| Music Label: | DRJ Records |
Sanam Aa Gaya Lyrics
Kya kahein hum tumhein kitne betaab hai
Aa rahe aap nazar aap hi aap hai
Jin nigahon me kal neend bhi thi nahi
Ajj un aankhon me khwaab hi khwaab haiAake tere baahon me
Har dard muskura gayaChahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gayaPaas aa gaye hai tere
Door na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gayaAisi shaam ka humein kab se inetzaar tha
Faaslon me kaam nahi hua mera pyaar tha
Dil se chahe poochh te dekh lena baat ye
Humein maloom tha humein aitbaar thaHo paas aa gaye hain dono
Door na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gaya
Sanam Aa Gaya Song Video