Sara Zamana Lyrics by Mitraz is latest Hindi sad song with music also given by Mitraz. Sara Zamana song lyrics are written by Mitraz.
Sara Zamana Song Detail
Song Name: | Sara Zamana |
Singer: | Mitraz |
Composer: | Mitraz |
Lyrics by: | Mitraz |
Music Label: | Voila! Digi |
Sara Zamana Lyrics
In badalon mein
In raaston mein
Kyun aaj tere bin khamoshi
In kagazon mein
Phir kya likhun main
Ab jo kahani hai adhoori
Tujhe kyun dil keh paya
Tere bin na reh paaya
In galiyon ko chodke
Kahan chala
Tujhe kyun dil keh paya
Tere bin na reh paaya
Iss bheege mausam mein
Kahan phira
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina yeh khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina yeh kuch khaak nahi
Kaisa junoon hai
Dil ko sukoon hai
Phir aarzoo mein
Kyu hi jaalu main
In kagazon mein
Ab kya likhun main
Yeh jo kahani hai adhoori
Tujhe kyun dil keh paya
Tere bin na reh paaya
In galiyon ko chodke
Kahan chala
Tujhe kyun dil keh paya
Tere bin na reh paaya
Iss bheege mausam mein
Kahan phira
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina yeh khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina yeh kuch khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina yeh khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina yeh kuch khaak nahi