Shambhu Lyrics Akshay Kumar

Shree mahakal mere swami bholenath
Tere charno mein jag sara

Magn rahe magn rahe

Shree mahakal antaryami bhairavnath

Saare bhakton ke kashton ko

Door kare door kare
Alag alag hai naam tere

Par kaam hai tera ek

Haath jod sab naman karein

Sab karein rudra abhishek
Bhole ka jo dhyan kare

Wo kaam kare hai nek

Devo ke hain dev hamare

Har har mahadev
Bano yogi padho mantar

Bolo shambhu shiv shankar

Teri bhakti hai nirantar

Bolo shambhu shiv shankar
Shree mahakal mere swami bholenath

Tere charno mein jag sara

Magn rahe magn rahe

Shree mahakal antaryami bhairavnath

Saare bhakton ke kashton ko

Door kare door kare
Amrit ki hawa mein

Jo vish pee jaye

Neel kanth achal hai

Om namah shivaay
Kan kan mein samaaye

Shiv ganga dharaye

Mahakal param hai

Om namah shivaay
Alag alag hai naam tere

Par kaam hai tera ek

Haath jod sab naman karein

Sab karein rudra abhishek
Bhole ka jo dhyan kare

Wo kaam kare hai nek

Devo ke hain dev hamare

Har har mahadev
Bano yogi padho mantar

Bolo shambhu shiv shankar

Teri bhakti hai nirantar

Bolo har har mahadev
Bano yogi padho mantar

Bolo shambhu shiv shankar

Teri bhakti hai nirantar

Bolo har har mahadev
Shree mahakal mere swami bholenath

Tere charno mein jag sara

Magn rahe magn rahe

Shree mahakal antaryami bhairavnath

Saare bhakton ke kashton ko

Door kare door kare
Shambhu

Leave a Comment