Jaana Lyrics – Zaeden – Lyricsgoo.com

Jaana Lyrics by Zaeden is latest Hindi song with music also given by Polar Beats. Jaana song lyrics are written by Izzchughtai.

Jaana Song Detail

Song Name: Jaana
Singer: Zaeden
Composer: Polar Beats
Lyrics by: Izzchughtai
Music Label: Zaeden

Jaana Lyrics

 
Aaja le chalu main
Rahoon aas paas main
Samjhe na kyun yeh
Ke tu mera aasna
Tujhme hi gum main
Tera mujhpe ikhtiyaar
Hai saath tu sunle
Leta tera hi main naam
Chaale jaaye hum tere sath
Tera mera yeh afsaana
Tu aake bol lafzo ko tol na
Dil ki khoj mein
Main tujhe hi chaha chaha chaha
Meri jaana aana woh oh
Dil mein sama ja aaja aaja aana
Tu na jaane kabse yeh yaadein barse
Na jaane kabse yeh yaadein barse
Tryna make you last
I’m just stay in facts so
Baby forget the rest
Maat kar tu behas
Jaane jaa bejuban main khada
Tere baare main likhta main gawah
Dil mein ummed hai
Tab hi main dheet hu
Kesa nasha hai tera khayal hai
Aake tu bolde
Hum toh ab bhi yahan hai
Teri wajah hai
Khwab na tod mere
Main tujhe hi chaha chaha chaha
Meri jaana aana woh oh
Dil mein sama ja aaja aana
Tu na jaane kabse yeh yaadein barse
Na jaane kabse yeh yaadein barse
Chaale jahan hum behisaab
Tera mera yeh afsaana
Tu aake bol lafzo ko tol na
Dil ki khoj mein
Main tujhe hi chaha chaha chaha
Meri jaana aana woh oh
Dil mein sama ja aaja aaja aana
Tu na jaane kabse yeh yaadein barse
Na jaane kabse yeh yaadein barse

Jaana Song Video

Leave a Comment