Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics Arijit Singh, Charan

Ishq mere yaara

Tu kar le dobaara

Bas ik bar mein hi

Bhare na dil bechara
Sang rehne ke shaam savere

Kya karne hai vaade bathere

Hai zindagani agar char din ki

Toh lene hi kyun saat pehre
Tune jawaani mein seekha

Na jaane kahan ka saleeqa

Jo pehle hi break up mein dil ne tere

Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya

Ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya

Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pehli mohabbat mein toh

Lagta yahi hai darling

Mar jaunga jo mujhko ye na mili
Agli dafa mohabbat

Hoti hai toh lagta hai

Yeh wali mujhko pehle kyun na mili
Woh dil kya bhala

Jo toota naa kabhi

Pehli dafaa chot kha ke

Kyun dil ko lagana hi chhodein
Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh

Kyun na do chaar dil hum bhi todein
Tu ne jawaani mein seekha

Na jaane kahan ka saleeqa

Jo pehle hi break up mein dil ne tere

Give up kar diya
Ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya

Ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya

Sirf ek pe kiya toh dil nissar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Come on, let’s go, let’s go

Tainu pyaar di load ae

Chahida kinna ve
Bolo bolo

Kadi das de yaar nu

Inna inna ve
Say no, say no

Tainu pyar di load ae

Chahida kinna ve
Tuhadi khidmat vich haazir

Ae lo, ae lo
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Leave a Comment