Sajna Lyrics Raj Barman

Ishq hai kitna ki samjhawan

Tere bina nai jee sakda

Duniya jisko rab kehti hai

Ankhiyon mein teri hai dikhta
Sajna sajna, sajna sajna
Ek pal ho ya do pal saansein

Saath tere ab hai rehna

Sabse apna haal chhupa ke

Ek tujhe bas hai kehna
Dil nazron mein baith ke har din

Mukhda tera yeh hai takda

Duniya jisko rab kehti hai

Ankhiyon mein teri hai dikhta
Sajna sajna, sajna sajna

Leave a Comment